Mai samsung ka ek bahot hi purana user rha hu lekin aaj mai samsung se is kadar naraj hua hu ki mai aaj samsung ka boycot krta hu# boycot # samsung # samsung india# team samsung # ceo samsung ..Mai leagle action lene ja rha hu kyu ki mai samsung ke ...
Social Media Post Draft (Version 2.0 - More Powerful)Headline: सैमसंग का वफादार होना मेरी सबसे बड़ी गलती थी! Content:मैं सैमसंग का कोई साधारण ग्राहक नहीं हूँ। मैं Galaxy S1 के दौर से उनके साथ हूँ। S1, S2 से लेकर S22 और S21 FE तक, मैंने और मेरे परिवा...
Goodbye samsung ...Mai samsung galaxy s1 se s21fe s22 ka user reh chuka hu but samsung ki update policy ab pehli jaisi nhi rhi jaise ki timly update nhi provide krna aur bhi bahot costumer ko dhokhe me rakhna aap 4 update time pr to provide nhi kr pa...
Isi liye to mai samsung ko uski asli aukaat dikhana chah rha hu shyad samsung ko yeh pta hi nhi h ki users ke wajah se uski revenue increge ho rhi h users ne ek baar bas ek baar samsung ka haath agar chora to samsung indian market me dhadam se gire g...
Mai yeh kehna chahta hu ki samsung ne jo android 16 based one ui 8.5 update launch kiya h woh s21fe ko kyu nhi de rha h jab ki one ui 8 aur one ui 8.5 ka android version same hai to yeh to ek tarha se users ke saath cheating h
Kyu ki jaisa is waqth mai mehsoos kr rha hu aur bhi kai log kr rhe honge to chlye samsung ko uski aukaat aur indian market me ek tagda jhatka dete hai taki samsung apne users ko halke me lena band kr de