Apka s21 ultra sa tu hama camera ki picture zyada bahter lag rhi ha, apki picture blur ha , less resolution wali , jab k s21 ultra ma 200mp camera ha
Aur aik bat apko bta do ks 3 months warranty hoti ha chargers ki ager orignal samsung ka ho tu jis jagha sa purchase kia ha us sa rabta kra aur warranty claim kra aur circuit board ko aik dfa kholwa ka lazmi check kra jahan pr charger lgata ho ap