Yaar meray a06 main masla hai pichli dafa software update kiya tha tu restart k baad screen on nai howi lakin calls aur messages aa rahay thay bahir c theek karwaya abhi dur raha hoon k phir c wohi issue na ho k restart ya software update k baad scre...