S25 ultra boht acha chalta raha hai maine is pr boht game kheli hai lakin ab game khelte waqt boht garam ho jata hai hat jalna feel hota hai aor is k saht battery timing bhi boht kam ho gai hai iski. Agar kisi k pas koi hal ho iska to batana wagarna ...
Ye sab setting maine ki hain lakin itne paise bharne k baad bhi banda limits set kre to phir to is flagship to na howa main ise terha pehle bhi use kr raha tha maine boht ziyada game pubg kheli hai lakin ab ye boht issue krne lag gaya hai battery bhi...