Jis bhai kay paas Samsung s25 fe hai wo ye batay heat hota hai kya battery backup a56 jasa hai ya kam hai or experience kasa jaraha hai flagship jasa ya normal camera flagship jasa hai ya normalPlease batay mai lenay ka soch raha hoo
Samsung s25 fe new dabba band mobile letay hai or kuch month tak sell karay shop par phir kitnay ka sell hoga matalb kitna loss hogaExperts batay please
Bhai abhi mera a56 110000 ka sell hota hai lekin mere pass abhi 80000 hai ho kay s25 fe ki payment banjati hai isslye s25 fe ka socha ap bataay mazeed kyukay S26 ultra ye mahnga hai isslye budget itna karnay mai derh saal lag jayga. A56 12 gb ram hai...
Mere pass a56 mobile hai 12 256 wala variant hai kya mujhe s25 fe say upgrade karna chahye ya s26 fe ka wait karu experts bhai log zarur mashwara karay