Original topic:

Samsung galaxy a52s 5g google play system update problam.

(Topic created on: 04-18-2023 02:25 AM)
577 Views
MrAniruddha
Active Level 3
Options
Galaxy A
Samsung galaxy a52s 5g me april 2023 ka update ke bad google play system update me 9.5 mb ka update Dikha rahahe update karneke bad restart par click kartehi phone 1bar restart horahahe par Dobara automatically restart horahahe phone .magar phirse google play system update ko check Karnese 9.5 mb ka update bar bar Dikharahahe or update bhi horahahe or phirse same problem arahihe please fix this bug samsung 

image


8 Comments
metasung
Active Level 3
Galaxy A
Where it can be find?
0 Likes
piyussh07
Expert Level 5
Galaxy A
Settings ➡️ About Phone ➡️ Software Information ➡️ Google Play System Update
0 Likes
piyussh07
Expert Level 5
Galaxy A
Bro, multiple updates aaye hai kaafi pehle se April ke, agar phle update nhi kra hai to ek sath 4 kr update hone chahiye
Mere s21fe mein 2 same MB ke update the and 2 km km MB vale
0 Likes
piyussh07
Expert Level 5
Galaxy A
Try krna aur 1 2 baar.
Aur kis month ka Update show horha settings mein?
0 Likes
kailash9057
Active Level 6
Galaxy A
Update kiya javo problem solve ho jayegi
0 Likes
Varun8871
Active Level 3
Galaxy A
Bhai ye problem nahi hai. Mere me bhi aisa ho raha tha, but last tk update krne ke bad. March ka hi Google play system update aaya hai. April ka nahi hai ye Google play system update . Google play system update me kabhi bhi Month mentioned nahi hota hai. Don't worry ye problem nahi hai. Ye update hone ke bad hi pata chlta hai ki kis month ka hai.
0 Likes
MrAniruddha
Active Level 3
Galaxy A
Maine jab update Kiya uskebad restart option Ata Hai .restart Kiya Maine par mobile on honeke bad Dobara auto restart horahahe is problem ke bare me mai bolrahatha or phise update dikhata hai phirse update Kiya same problem dobara 2 time restart Hota Hai update phirse dikhata he to phir update kaha hua update hotahi nahi he.
Varun8871
Active Level 3
Galaxy A
Restart ki problem mujhe bhi aa rahi thi, jab bhi main google play system update kr rha tha. ilsy maine update krna chor diya. Next security patch update aayega Samsung ki tarf se tb karunga qki April ke update me bahut sare bugs hai. Or Restart isi ke karan ho rha hai automatically.