Original topic:

Missing VONR(Voice Over 5g) feature in UI 6.0 In f23 5g

(Topic created on: 01-01-2024 11:41 AM)
58 Views
saikumar1999
Beginner Level 2
Options
Galaxy F
After released Ui 6.0 Some mobiles got VONR(Voice Over 5g)
Rest Of other Phones did not get VONR(Voice Over 5g) feature updated to ui 6.0 so please add VONR(Voice Over 5g) feature to f23 5g mobile as soon as 

18 Comments
sayeedAshrafi
Expert Level 1
Galaxy F
Did you try with jio sim ?
0 Likes
saikumar1999
Beginner Level 2
Galaxy F
Iam using jio Sim but VONR is missing
0 Likes
Galaxy F
F23 me abhi VoNR nahi mila hai.
0 Likes
sayeedAshrafi
Expert Level 1
Galaxy F
Share me screen if possible i will help you bro
0 Likes
Galaxy F
Maaf karna mujhe ye VONR ka chakkar nahi pata. Itna suna hai call ke waqt internet nahi chalta. Kya bilkul nahi chalta? Purane dinon ki tarah? Kya ye koi mistake hai ya Samsung ne jaan bujhke aisa kiya hai?
K_K_Y
Active Level 10
Galaxy F
Nahi mujhe lagta hai jab hum call krte hai tan phone 5g से 4g mai shift हो जाता था वो नहीं होगा 🤞🏻
0 Likes
Galaxy F
Ohhhh. Phir to **bleep** nahi hai. Mujhe laga net hi nahi chalta. Aisa kuch padha tha maine. I was shocked ye kya ho raha hai😱😆
Galaxy F
VoNR ki wajah se ham 5G network par bhi calling kar paayenge, jaisa ki 4G me VoLTE hota hai.

Agar 4G network par VoLTE show nahi karega to ham jab bhi call karenge ya koi hame karega to phone automatic 2G network par switch ho jayega, ab ishi tarah 5G network par call karne ke liye hame VoNR ki jarurat pad rahi hai, abhi mila nahi hai to ham jab bhi call karte hai ya receive karte hai to hamara network 4G par switch ho jata hai.

VoNR na hone se problem ye hai ki jo log 5G data ka use karke bahut si cheeje download karte hai to call ke time unka network 4G ho jata hai aur unka 4G data waste ho jata hai.
Kuch logo ko ye problem hai ki VoNR na hone ki wajah se call kabhi kabhi nahi lagti ya nahi aati hai.

Waise abhi ke time me VoNR ki itni need hai nahi kyuki Jio ki taraf se abhi all places me VoNR launch nahi kiya gaya hai. Baaki abhi Samsung testing kar raha hai is wajah se sabhi phones me VoNR available nahi hai.
Galaxy F
Ohhhhhkayyyyy