Original topic:

Samsung devices getting One UI 4.1 alongside March 2022 patch

(Topic created on: 03-07-2022 11:49 AM)
167 Views
Anonymous
Not applicable
Others
Ye sayad se S22U ki sale badhane ke liye kiya jaa raha hai 🤔
Khuch time baad sayad normal ho jaye
Tab note users ko aise hi presaan karenge 🤔
Taki S22U ki sale badh jaye
Others
Haa bhai mid-range Phones jyada bikte hai shayad इसलिए
Others
Bhai mid-range Phones ke box mein se bhi charger exclude karenge aisa sunne mein aya hai
Anonymous
Not applicable
Others
Ye Pagla gaye hai 😂🤣
Save environment kar rahe hai aise .
Flagship wale ye bardast kar bhi lenge par
Midrange wale na na
😂
Others
Kahe ka save the environment.... Profit increase karne ka plan hai yeh. Waise toh charger pehle phone ke box mein aata tha abhi uska alag box with plastic aur usme aur boxes agar online order Kiya toh... Environment kaise save hua usme
Anonymous
Not applicable
Others
Wahi toh koi samjhao inko 😂🤣
Others
Ab kaun samjhaye inko.... Sab pata hone ke baad he toh aisa kar rahe hai. Mujhe toh lagta hai Samsung ka time नजदीक aa raha hai
Anonymous
Not applicable
Others
LG jaisa hoga 😂
Others
Sahi baat guru 😂😂
Others
Haa bhai lekin isse inki sales hamesha ki tarah nahi hogi kyuki S Ultra and Note Ultra ke fans alag hai.... Mere hisab se inko S Ultra ko alag naam dena chahiye tha. S22, S22 Pro, S22 Pro+ and S22 Ultra toh inki sales all time high hoti kyuki bahut logo ko curved corners acche lagte hai. 4 alag models sab type ke customers ke liye. Yeh formula accha tha jo Apple ne kiya