Resolved! Solved

Original topic:

Samsung m30s fast charging problem Please fix this big issue..

(Topic created on: 03-14-2020 10:00 AM)
727 Views
Dineshbhai
Active Level 7
Options
Galaxy M
Kya Mujhe koi batyega ki Samsung m30s mai bahut slow charging kyo ho raha hai?
Jab maine new m30s liya tha tab 2 hours ke andar 100%charge full ho jata tha..lekin ab 3 ghante se jyda ho jata hai,tab bhi 100% nahi charging hota hai😢😢..ab kuch log kahnge ki fast charging cable enable kar lo tab fast charging hoga,but maine pahle se hi fast charging enable kiya hu koi farak nahi padata hai...please fix this problem...and any solutions please comment 👇👇👇

image

Any solution comment here👇👇👇👇..
14 Comments
abhi2700835
Active Level 7
Galaxy M
Bro your device battery is large. Might be due to safety reasons charging is slowed and try to record a discharge from 100 to 0% and then 0 to 100% you will get to know what's real issues
Dineshbhai
Active Level 7
Galaxy M
lekin bro ye to cheatingg hai..fast charging jab support karta hai to fast charging hona chaiye na😕😕
0 Likes
abhi2700835
Active Level 7
Galaxy M
Bro please observe battery properly what i said then see where is fault
sunjay98
Active Level 6
Galaxy M
bhai data cable chng kr k dekh lo
Solution
Sciphile
Active Level 10
Galaxy M
Bhai 2 ghante ke andar kaise charge ho sakta hai M30s, Mera toh shuru se hi 2 ghanta 30 min lagta hai.

But 3 ghante hone ke baad bhi charge nahi ho raha yeh toh problem hai.

Jab tum charger connect karte ho, toh kya fast charging likhkar aata hai? ya bas normal charging likha hota hai.

Because mere saath bhi hua tha but problem mere cable ka tha Samsung ka cable kharab ho gaya tha karke dusra cable liya and fast charging hone lagi.
Dineshbhai
Active Level 7
Galaxy M
fast charging show hota hai...
cable agar badal denge to fast charging hone lagega...koi bhi cable se kaam chal jaiyega.kya?
Sciphile
Active Level 10
Galaxy M
Bhai fast charging show kar raha hai toh ek kaam karo.. Playstore mai se Ampere karke app hai usko download karo. And charger connect karke woh app ko chalu karo... dekho kitna current bata raha hai and screenshot yaha daalo
0 Likes
Atul09
Active Level 6
Galaxy M
go to service center and tell them your issue they will definitely fix it
0 Likes
Dineshbhai
Active Level 7
Galaxy M
bhai agar service center jana hota. to yeha kyo help mangta..kya baat karte ho bhai..
0 Likes